Lyrics – JTYJN – Jaane tu ye jaane na

jaane tu meri kya hai, jaane mein tera kya tha
saath tere  har pal, saath har lamha tha
jaane kaisi  kasak hai, jaane kaisi tadap  hai,
kyun ye ankhen nam hai, jaane kaisa gam hai

hai dosti humko yankeen to dosti  aur kuch bhi nahi tha
par kaise tujhko bole kyun chubthe hai pairon mein kaante
jaana dil jaana kaise maine na jaana ye pyar yahi hai ye jaane tu ye jaane na
jaana dil jaana kaise tune  na jaana ki pyar tho hai ye jaane tu ye jaane na

jaane tu meri kya hai, jaane mein tera kya tha
saath tere  har pal, saath har lamha tha

kyun aise chubti hai tujhse doori kyun lagti hai zindagi yun adhuri
chuwa kisi ne tujko to laga ki dil me  kisi ne aag lagake
duniya jala di hai meri…

jaane tu meri kya hai, jaane tu meri kya tha
saath tere  har pal, saath har lamha tha
jaane kaisi  kasak hai, jaane kaisi tadap  hai,
kyun ye ankhen nam hai, jaane kaisa gam hai
jaana dil jaana kaise maine ye na jaana ki pyar yahi hai ye jaane tu ye jaane na
jaana dil jaana kaise tune ye na jaana ki pyar yahi hai ye jaane tu ye jaane na

2 Comments

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

CommentLuv badge

%d bloggers like this: